06/04/2025
Ram Navmi ke pavan avsar par Bhagwan Shri Ram ka aashirvaad sab par bana rahe.
Navratri ke antim din maa Durga aur Shri Ram dono ka smaran karein, aur jeevan mein shakti, maryada aur bhakti laayein.
Jai Shri Ram! Jai Mata Di!