Shiva rudraksh

Shiva rudraksh Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Shiva rudraksh, Health & Wellness Website, Ujjain.

Pure Rudraksha • Premium Silver Capping • Spiritually EnergizedMahakal Baba ke ashirwad se siddh, ek-ek manka shuddhata ...
02/12/2025

Pure Rudraksha • Premium Silver Capping • Spiritually Energized
Mahakal Baba ke ashirwad se siddh, ek-ek manka shuddhata ka pramaan.
Shiva Rudraksh — Ujjain ka trusted spiritual store.”

📍 Shiva Rudraksh, Harsiddhi Mandir ke Samne, Ujjain
Rudraksha • Gems • Silver Capping • Spiritual Accessories

🕉️ Authentic • Energized • Certified

“भक्ति का यह पावन पल…सांवरिया सेठ के मुख्य पुजारी श्री हेमांशु महाराज जी और श्री भगवान दास जी को रुद्राक्ष माला अर्पित क...
18/11/2025

“भक्ति का यह पावन पल…
सांवरिया सेठ के मुख्य पुजारी श्री हेमांशु महाराज जी और श्री भगवान दास जी को रुद्राक्ष माला अर्पित करने का सौभाग्य प्राप्त हुआ।
हर-हर महादेव 🙏✨ जय सांवरिया सेठ 🙏✨
— shiva rudraksh”

–“उज्जैन की पावन धरती पर महाकाल की भव्य सवारी 🚩🙏शिव भक्ति में लीन, आस्था से भरा हर दिल ❤️भक्ति के साथ पाएं असली रुद्राक्...
11/08/2025



“उज्जैन की पावन धरती पर महाकाल की भव्य सवारी 🚩🙏
शिव भक्ति में लीन, आस्था से भरा हर दिल ❤️
भक्ति के साथ पाएं असली रुद्राक्ष और रत्न — Shiva Rudraksh, उज्जैन में।
#जयश्रीमहाकाल ”

“Shakti, Raksha aur Vijay – Sab kuch ek daane mein.”9 Mukhi Rudraksha ko Maa Durga ka roop maana jaata hai.Yeh Rudraksha...
26/07/2025

“Shakti, Raksha aur Vijay – Sab kuch ek daane mein.”
9 Mukhi Rudraksha ko Maa Durga ka roop maana jaata hai.
Yeh Rudraksha negative energy se raksha, Rahu aur Mangal dosh se mukti,
aur andar se sahas aur atmvishwas deta hai.

Agar zindagi mein baar-baar rukawat, andar se dar, ya manobal ki kami ho,
to yeh ek divya kavach ki tarah kaam karta hai.

✨ Key Benefits:
• Maa Durga ki kripa
• Hidden enemies se raksha
• Rahu aur Kaal Sarp dosh ka shaman
• Inner strength aur leadership mein vriddhi

📍 Shuddh aur lab-certified Rudraksha – sirf Shiva Rudraksh, Ujjain se.

Har Rukawat ka The End – 8 Mukhi Rudraksha ke Saath”8 Mukhi Rudraksha ko Bhagwan Ganesh ka roop maana jaata hai.Yeh Rudr...
26/07/2025

Har Rukawat ka The End – 8 Mukhi Rudraksha ke Saath”
8 Mukhi Rudraksha ko Bhagwan Ganesh ka roop maana jaata hai.
Yeh Rudraksha aapke jeevan ki saari badhaayein door karta hai, aur Rahu Dosh ko shant karta hai.
Jo log baar-baar safalta ke paas jaake ruk jaate hain, unke liye yeh ek shaktishaali raksha kavach hai.

✨ Key Benefits:
• Success in important kaam
• Confidence aur decision-making mein sudhaar
• Hidden enemies se raksha
• Rahu & Kaal Sarp Dosh ke effect ko kam kare

🔱 100% Original & Lab-Certified
📍 Ujjain ke trusted outlet – Shiva Rudraksh

🔱✨ Shiv Bhakti ka Shuddh Roop – Sphatik Shivling ✨🔱Ghar me sthapit karein pavitra aur shaktishaali Sphatik Shivling, jo ...
20/07/2025

🔱✨ Shiv Bhakti ka Shuddh Roop – Sphatik Shivling ✨🔱
Ghar me sthapit karein pavitra aur shaktishaali Sphatik Shivling, jo laata hai shanti, samriddhi aur negative energy se raksha.
Har Shiv Bhakt ke liye ek amulya uphaar 🙏

🛕 Available now at Shiva Rudraksh - Ujjain
📍Direct from our shop or DM karein order ke liye

🔔 Limited stock – Grab yours today!

🕉️ 7 मुखी रुद्राक्ष – शक्ति और समृद्धि का प्रतीक 🕉️🌟 7 Mukhi Rudraksha ko Dharan karne se milti hai:🔹 Maa Lakshmi ka aas...
17/07/2025

🕉️ 7 मुखी रुद्राक्ष – शक्ति और समृद्धि का प्रतीक 🕉️

🌟 7 Mukhi Rudraksha ko Dharan karne se milti hai:
🔹 Maa Lakshmi ka aashirwad
🔹 Financial stability aur dhan laabh
🔹 Depression aur mental stress mein raahat
🔹 Karmon ka shuddhi aur spiritual growth

🧘‍♂️ Yeh Rudraksha unke liye perfect hai jo:
✅ Apne career ya business mein safalta chahte hain
✅ Negative energy se bachna chahte hain
✅ Apni life mein prosperity aur peace chahte hain

🔹 100% Authentic | Energized | Lab Certified
📍 Available exclusively at Shiva Rudraksh, Ujjain

📩 DM now to order or visit our outlet 🙏

6 Mukhi Rudraksh – Buddhi aur Vaani ka vardaan 🕉️Is Rudraksh mein virajmaan hain Bhagwan Kartikeya, jo dete hain self-co...
17/07/2025

6 Mukhi Rudraksh – Buddhi aur Vaani ka vardaan 🕉️
Is Rudraksh mein virajmaan hain Bhagwan Kartikeya, jo dete hain self-confidence, sharp mind aur bolne ki shakti.

🧿 Kaun pehne?
✅ Students – dhyan aur yaadash ke liye
✅ Teachers, Lawyers, Speakers – vaani mein prabhav lane ke liye
✅ Job wale log – decision power aur confidence ke liye
✅ Shukra/Mangal dosh walon ke liye bhi faydemand

Aaiye Shiva Rudraksh par aur apne liye sahi Rudraksh chunein.

📍Location: Shiva Rudraksh, Ujjain 6mukhirudraksha

🔱 Shudh Para Shivling – Mahadev ka Jeevant Roop 🔱Para se bana hua   sabse pavitra aur shaktishaali maana jaata hai.Yeh n...
14/07/2025

🔱 Shudh Para Shivling – Mahadev ka Jeevant Roop 🔱

Para se bana hua sabse pavitra aur shaktishaali maana jaata hai.
Yeh na keval pooja mein upyogi hai, balki ghar mein shanti, dhan, aur raksha bhi pradaan karta hai.

par uplabdh hai original – chhoti se badi size tak har roop mein.
Apne ghar mein laayein aur mehsoos karein Mahadev ka divya aashirwad.

📍 Visit karein – Harsiddhi Mandir ke samne, Ujjain
📞 DM ya WhatsApp karein order ke liye
🚚 All India Shipping Available

Har Har Mahadev! 🙏

Address

Ujjain
456010

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shiva rudraksh posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Share on Facebook Share on Twitter Share on LinkedIn
Share on Pinterest Share on Reddit Share via Email
Share on WhatsApp Share on Instagram Share on Telegram