17/01/2016
Namste doston.../|\
Aaj mai kuch apke sath baatna chahti hun.wese to kai anubhav hai....Khusi ko aur khus bnana chahti hun, ek anubhav aaj apke sath baat kar..
Sabse pahle mai iswer ka dhanyabaad karti hu jinhone mujhe ek madhaym k roop mein chuna or ish jeevan ko aur mujhe dhanya kar diya...apne guru apne doston ka dhanyabaad karti hu jo mujhe prerit karte hai.. Aur mata pita ko dhanyabaad karti hu jinki wajah se ye jeevan mila aur aaj mai yaha hu aap se baate kar rhi hu..
Aise bachhe ki baat karne ja rahi hu jo ab bhut khus swasth aur maje mein hai. Umar- 12 saal..
Unke mata pita ko dil se dhanybaad karti hu ki unhone ishwer pe Reiki pe aur khud pe bharosa rakhte huye mujhe par bhatosa kiya.
Isse pahle unhe Reiki ke baare m pta v nahi tha. Wo aaye the apne bache ki samsaya lekar..karib 2 saal se uske pet mein dard ki sikayat rahti thi..khana tak nhi kaa pata tha thik se..
Jab maine bache ka healing karna suru kiya to mere samne ye samsaya aai ki bache ke merudand mein samsya hai..merudand thodi tedhi thi...
Maine pucha ki khel khel mein ya kisi wajah se kabhi use hua hai. Tab unhone kaha tha ki kuch saal pahle wo kisi karnvas gira tha...lekin ilaj se wo thik ho chuka tha..
Lekin ab unhe pet ki dard ki samya sta rhi thi. Unko bilkul v biswas nahi hua ki metudand ki samsya hai. Lekin asal m wahi merudand ki hi samsaya thi.
Maine Reiki healing suru ki 2 month mein hi wo bilkul swasth ho gya..or unke mata- pita ko yakin nahi hua ki 2 saal se jo paresan the wo itni jaldi kese thik hua...
Aaj wo khus hai khel kud raha hai....Reiki mahan shakti hai..main jintna Reiki ko dhanyaab karti hu utna hi mai dhanya ho jati hu.
Mai itni soubhagy shaali hu ki Ishwer ne ye soubhagya diya mujhe......Reiki sirf prem samjhti hai dosto....wiswas karein prem karein...
"DHANYAABAD"
"Reiki Rourkela.....!!"