11/06/2025
Jo log kehte the kidney badalwana ab humare bus ki bat nahi aaj vohi log ayushman yojna k tehat apna gurda partiyopan karwa chuke hain. Pgi ne sal 2022 k bad ab tak 150 marijon ka kidney transplant is yojna mae kar diya hai. Aur yahi nahi hum pure 1 saal tak transplant k bad ki mehngi dawa bhi le kar de rahe hain