
05/04/2023
Hanuman janmotsav ki sabhi ko dheron shubhkamnaayein..
Besan ke laddu bhagwaan ko prasad mein lagane se aur aaj ke din 108 hanuman chalisa paath karne se aapki sab manokamnayen poori hoti hai. Aaj ka din siddhi haasil karne ke liye bhi mahatv deta hai..
Jai shri πram
Rambhakt hanuman ji aapke sab manorath poore karen yahi ishwar charnon mein prathna π
Love n light β¨