06/09/2024
Hartalika Teej Bharat ke har kone mein auratein apne pati ki lambi umar ke liye manati hain. Yeh vrat nirjala upvaas rakh kar kiya jata hai. Mana jata hai ki Mata Parvati ne bhi Bhagwan Shiv ke liye yeh vrat kiya tha, bina jal grahan kiye upvaas karte hue Bhole Nath ki puja ki thi, Is din, auratein vrat rakh kar aur bhagwan Shiv aur Mata Parvati ki puja karke apne pati ke jeevan ki lambi umar aur sukh-shanti ki kamna karti hai
Aaj ke din agar aap Chandrama ke darshan karte hain, to agar aapki koi karmic galti ya jeevan mein koi bhi galti hui hai, to uski maafi mil sakti hai. Aaj Chandrama ke darshan ke baad kal Chandrama ke darshan mat kariye, kyunki astrology ke anusar, fourth house jo maa ko represent karta hai, Chandrama ko represent karta hai, aur apne aap ko bhi represent karta hai. Agar aap aaj Chandrama ke darshan karenge, to aapki maa ki tabiyat achi rahegi aur kai cheezen thik hona shuru ho jayengi
DM for personal reading
Do follow .ppooja_maathur for more