08/08/2025
😥 AMH Low Hai? Chinta Mat Kijiye! Pregnancy Ka Raasta Hai. 💖
Low AMH ka ilaj kya hai?" - yeh sawaal main har roz sunti hoon. Main Dr. Amreen Singh (IVF Specialist) aapko batana chahti hoon ki options hain!
Hum aapki age aur doosre factors dekh kar best plan banate hain:
🔹 Embryo Pooling: 2-3 cycles karke best embryos ikattha karna.
🔹 PGT-A Testing: Embryos ki genetic health check karna.
🔹 Donor Eggs: Jab zaroorat ho, toh yeh ek bahut successful option hai.
Ek report se himmat mat haariye. Sahi guidance se aap maa ban sakti hain. 🙏