Dr Kalpana Aggarwal

Dr Kalpana Aggarwal MBBS MS, Obs & Gynae| Infertility specialist & Laparoscopic Surgeon, 20000+ Deliveries Experience.

Periods always late, early, or skipping? Don’t ignore the signs!Irregular cycles can be linked to stress, PCOS, thyroid ...
11/09/2025

Periods always late, early, or skipping? Don’t ignore the signs!
Irregular cycles can be linked to stress, PCOS, thyroid issues, or sudden weight changes.

👉 Know when it’s time to see a doctor and why proper tests & treatment matter.

💡 Follow us for more simple gynecology tips.
❤️ Share this with someone who needs to hear it.
💬 Comment “Irregular Periods” and our team will guide you on the next steps.

✨ Good News ki planning kar rahe ho? ✨Baby healthy ho, uske liye mamma–papa ki health bhi strong honi chahiye. 👩‍⚕️👨‍⚕️B...
23/08/2025

✨ Good News ki planning kar rahe ho? ✨
Baby healthy ho, uske liye mamma–papa ki health bhi strong honi chahiye. 👩‍⚕️👨‍⚕️
Bas ek chhoti si habit – kuch important tests karwalo aur apna future secure banao. 🩺💖

Shaadi ke baad sirf baby names mat socho, apni health bhi priority banao. 💡
Aaj ki thodi si planning = kal ki badi khushi! 🌸

👉 Swipe karo aur jaan lo kaunse tests important hai
💾 Save karo apne liye
📤 Share karo apne friends ke saath
❤️ Like aur Follow karo aur bhi health updates ke liye

Baby strong banana hai? Sirf aloo tikki se nahi… Vaccines se bhi!😍Sirf cravings puri karna hi enough nahi hota, pregnanc...
21/08/2025

Baby strong banana hai? Sirf aloo tikki se nahi… Vaccines se bhi!😍

Sirf cravings puri karna hi enough nahi hota, pregnancy vaccines bhi utne hi zaroori hote hain ✅
Flu Shot, Hepatitis B, aur TDAP Vaccine jaise important shots aapke baby ko protect karte hain jab wo sabse zyada weak hota hai 🤱

📌 27–36 weeks ke beech vaccines lena best hota hai – aur har pregnancy mein lagte hain, chahe pehle liya ho ya nahi.
Sochna mat, apne doctor se consult karo aur apni aur baby ki safety secure karo! 👩‍⚕️

👉 Ye guide ek health insurance ki tarah hai, miss mat karo!

💌 Save karo iss post ko taaki baad mein yaad rahe
📤 Share karo apni friend / sister ke saath jo mommy-to-be hai
❤️ Like karo aur awareness spread karo

Like | Save | Share karo abhi!

Shaadi ko ek saal ho gaya… par Good News abhi tak pending hai? 🤔Chinta mat karo! Abhi ke liye bas SWIPE NEXT ➡️ karo aur...
17/08/2025

Shaadi ko ek saal ho gaya… par Good News abhi tak pending hai? 🤔
Chinta mat karo! Abhi ke liye bas SWIPE NEXT ➡️ karo aur jaanein woh important Must-Have Tests jo har couple ko karwane chahiye. 👩‍⚕️👨‍⚕️

Kyuki relatives ki favourite line 'Kuch problem toh nahi hai na?' ka jawab ab aapke paas hoga ✅

Aapko bas ek step lena hai… tests karwao aur apne sapne ki taraf ek step aur badao. 💖

👉 Swipe Karo
❤️ Like karo
🔁 Share karo
👥 Save karo
👉🏻Follow karo for more updates on pregnancy, fertility & women’s health!

बहुत हो गया 'लोग क्या कहेंगे',कुछ नहीं है 'घर पर ही ठीक हो जाएगा'...अब समय है सही इलाज, सही जानकारी और सही फैसलों का।इस ...
15/08/2025

बहुत हो गया 'लोग क्या कहेंगे',
कुछ नहीं है 'घर पर ही ठीक हो जाएगा'...
अब समय है सही इलाज, सही जानकारी और सही फैसलों का।
इस स्वतंत्रता दिवस, अपनों को अंधविश्वास से आज़ाद कराइए

क्योंकि एक छोटा सा इलाज,
एक सटीक और सही जानकारी,
या एक डॉक्टर से खुल कर बात
किसी की ज़िंदगी बदल सकता है।
इस 15 अगस्त, किसी को सिर्फ़ तिरंगा नहीं,
एक नई सोच भी दीजिए...

This Raksha Bandhan, let’s cherish the sibling bond that begins at birth.Happy Raksha Bandhan from Angel Agastya Hospita...
09/08/2025

This Raksha Bandhan, let’s cherish the sibling bond that begins at birth.
Happy Raksha Bandhan from Angel Agastya Hospital – your trusted maternity partner.

Pehli baar Gynec ke paas jaane ka darr? 😟Sharam aur hesitation ko bolo bye – health sabse pehle! 💪👩‍⚕️ Gynec bhi ek norm...
18/07/2025

Pehli baar Gynec ke paas jaane ka darr? 😟
Sharam aur hesitation ko bolo bye – health sabse pehle! 💪

👩‍⚕️ Gynec bhi ek normal doctor hoti hai, jaise dentist ya physician.
💬 Pehli visit ka matlab hai apni health ko samajhna, doubts clear karna aur sahi decision lena.

📲 Swipe karo aur dar door karo! Or Share kro har uski ladki ke sath jisko iski jarurat hai!

Pregnancy Mein Exercise? Bilkul!Light walking ya prenatal yoga se milega dard me aaram aur mood boost 💃Lekin... doctor k...
25/06/2025

Pregnancy Mein Exercise? Bilkul!
Light walking ya prenatal yoga se milega dard me aaram aur mood boost 💃
Lekin... doctor ki advice lena mat bhoolna! 👩‍⚕️
Stay Active, Stay Happy 🤰✨
👉 Agar ye tip aapko helpful lagi ho to share karein aur apni pregnant dost ko tag karein!

Do ke liye khana zaruri nahi, quality khana hai asli smart choice!Pregnancy ka matlab double plate nahi – thoda extra au...
11/06/2025

Do ke liye khana zaruri nahi, quality khana hai asli smart choice!

Pregnancy ka matlab double plate nahi – thoda extra aur healthy khana hi kaafi hai 🍎🥦
💡 Quality > Quantity

Save karein aur kisi mommy-to-be ke sath zaroor share karein 💬💕

"Har baar iPill lena? Ab bas karo stress!Ek chhoti si device – Copper T – de sakti hai 5-10 saal ki pregnancy protection...
06/06/2025

"Har baar iPill lena? Ab bas karo stress!
Ek chhoti si device – Copper T – de sakti hai 5-10 saal ki pregnancy protection, bina hormone ke!
Lagwao, tension bhulao, aur zindagi ka maza uthao 💫
Smart couple ki smart choice hai Copper T!
👩‍⚕️ Periods ke baad doctor ke paas jao, aur sirf 10-minute ka procedure hai.
📌 Save karein, share karein kisi aise dost ke saath jo family planning ke tension mein hai."

Address

Pillar No. 39, RZ-14, 40, Palam Colony, Raj Nagar
Palam
110045

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dr Kalpana Aggarwal posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Practice

Send a message to Dr Kalpana Aggarwal:

Share

Share on Facebook Share on Twitter Share on LinkedIn
Share on Pinterest Share on Reddit Share via Email
Share on WhatsApp Share on Instagram Share on Telegram