Dr Jayesh Sharma

Dr Jayesh Sharma Leading cancer surgeon of Central India working out of Raipur, focused on Breast and Oral Cancer Leading Cancer Surgeon of Central India.
(1)

Specialize in Head & Neck, Breast and abdominal cancers.

27/07/2025

Steve Jobs taught us something about cancer? Well as always the genius behind Apple showed us his brilliance as well as the limits of brilliance.

Warriors are never sick. They are fierce.
25/07/2025

Warriors are never sick. They are fierce.

17/07/2025

Oreo ko blowtorch se jalaya, lekin fire hi nahi lagi. Toh kya ismein fireproof chemicals hain? Aur kya ye cancer de sakta hai?”

Aisi reels dekhkar dar lagna natural hai. Lekin dar se pehle sochna zaroori hai.

Baaki ka sach, video mein.
Aur haan — aapka favourite biscuit kaun sa hai? Bataaiye comments mein.
📹 Link first comment mein milega.

तलवार वाले सर्जन से लेकर हाई-टेक CAR-T कमांडो तक, कैंसर के ख़िलाफ़ हमारी जंग 130 साल से चल रही है. हर दौर ने एक नया हीरो...
13/07/2025

तलवार वाले सर्जन से लेकर हाई-टेक CAR-T कमांडो तक, कैंसर के ख़िलाफ़ हमारी जंग 130 साल से चल रही है. हर दौर ने एक नया हीरो दिया—और हर हीरो ने हज़ारों, कभी लाखों ज़िंदगियाँ बचाईं.

Surgery ने मैदान खोला: ट्यूमर को पूरा निकाल दो, बाक़ी शरीर संभल जाता है. आज भी 65 % cures इसी से मिलते हैं.

Radiation ने दूर से वार करना सिखाया. X-ray या प्रोटॉन बीम, अक़्सर सर्जरी के साथ—45 % cures में हिस्सेदार.

Chemotherapy ने दवाओं की फ़ौज भेजी. लिम्फोमा और टेस्टिकुलर कैंसर में 90 % तक patients ठीक.

Hormone Therapy ने विलन की बिजली काटी. Breast और prostate कैंसर में हर साल तीन लाख जानें बचती हैं.

Bone-Marrow Transplant ने पूरी “फ़ैक्ट्री” ही बदल दी. जब chemo बेअसर हो, नया marrow लगाओ—लगभग आधे मरीज़ ठीक.

Targeted Therapy ने गलत मोलिक्यूल को सीधे गोली मारी. CML में 90 % से ज़्यादा लंबी उम्र, HER2 breast में trastuzumab game-changer.

Immunotherapy ने immune brakes हटाए. जब और कुछ नहीं चलता, यह T-cells को दुबारा जगा देता है—सालाना एक लाख जानें बचाता है.

CAR-T सबसे नया सिपाही है. आपकी ही T-cells को लैब में train करके वापस भेजते हैं—refractory blood cancers में 70-80 % response.

बीच-रास्ते में “False Friends” भी मिलेंगे—ऐसे लोग जो शोर तो करेंगे, पर कभी सक्सेस-परसेंट नहीं बताएँगे. याद रखिए: डेटा नहीं, तो दवा नहीं.

Only trust treatments proven to save people. Future में किस इलाज के लिए आप सबसे ज़्यादा excited हैं? कमेंट में बताइए.

My new address
12/07/2025

My new address

Meet Dr. Jayesh Sharma – our distinguished Consultant Cancer Surgeon at ITSA Hospitals, with a remarkable 25+ years of clinical excellence and advanced fellowships in Mumbai and Ahmedabad!

🔹 What Dr. Sharma specializes in:
Advanced breast cancer surgeries, Head & neck oncology, Abdominal & gynecologic cancer care, Emergency oncology

🔹 Why patients choose him:
With unparalleled surgical expertise, wholehearted empathy, and a holistic approach to care, Dr. Sharma ensures each patient receives top-tier, patient-focused oncology support.

🙌 Join us in welcoming Dr. Sharma to the ITSA family—dedicated to compassionate, precision-driven cancer care.

Experience.Log kehte hain saalon ke saath aata hai.Par mera toh har patient ke saath aaya.Us maa se jo boli, “Doctor, ba...
10/07/2025

Experience.

Log kehte hain saalon ke saath aata hai.
Par mera toh har patient ke saath aaya.

Us maa se jo boli, “Doctor, bas mere bachche ki shaadi dekh loon.”
Us patient se jo chemo ke beech hasa aur bola, “Agli Diwali pakki.”
Us beti se jo chhupke boli, “Mummy ko mat batana mere exams hain… nahi to wo khud chemo cancel kar degi.”

Medical college ne science sikhaya.
Patients ne baaki sab kuchh

Shukriya un sab ko — jo takleef ke beech bhi jeena, hasna, aur himmat dena sikhate hain.
Guru Purnima par mera dil se pranaam.

08/07/2025

Itne saal se hum aluminium mein khana banate hain. Usse cancer hota hai ye kyon nahin pata tha?

Well. Chaliye samajhte hain. Cooker ka, kadhai ka, foil ka, sabka hisaab karega aapka doctor.

04/07/2025

Har kisi ko lagta hai cancer bas bad luck hai.
Lekin science clearly kehta hai: kuch habits aur exposures ka risk bahut real hai.
Aur preventable bhi.

Yeh video sirf ginti nahi batata.
Yeh dikhata hai ki problem kahan hai… aur control kis ke haath mein hai.

Agar aapko laga packaged food ya mobile tower sabse dangerous hai, toh ek baar yeh zaroor dekhiye.

Aur agar kisi apne ko cancer ka doubt hai, ya treatment pe clarity chahiye — poochhna mat chhodiye.
Sahi decision ka time kabhi late nahi hota.

30/06/2025

Hamare Top 10 cancers ke pehle symptoms.

Link to full video in comments.

Cancer Ki Viral Diets Ka Sach Diet se cancer khatam hone ke claims bohat hain. Sabko samajhte hain aur rate karte hain.
28/06/2025

Cancer Ki Viral Diets Ka Sach

Diet se cancer khatam hone ke claims bohat hain. Sabko samajhte hain aur rate karte hain.

26/06/2025

Blood test se cancer pata chalta hai? Chaliye samajhte hain.

Ghar mein kisi ko cancer ho to hamein school jaana padta hai. Agar aapko ek expert friend chahiye is journey mein to peh...
24/06/2025

Ghar mein kisi ko cancer ho to hamein school jaana padta hai. Agar aapko ek expert friend chahiye is journey mein to pehle comment mein link hai humse directly baat karne ke liye.

Address

Dr Jayesh Sharma, First Floor, Tiara Complex, Near Ashoka Ratan, Shankar Nagar
Raipur
492001

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dr Jayesh Sharma posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Practice

Send a message to Dr Jayesh Sharma:

Share

Category