01/03/2026
тЭМ 3 baje se Grahan nahi hai! тЭМ
тАЛBahut se log bhramit hain ki grahan dopahar se shuru ho raha hai, lekin Shastriya praman (Nirnaya Sindhu) ke anusar, jab tak Chandrodaya (6:05 PM) nahi hota, tab tak Bharat mein koi sutak ya niyam manya nahi hai.
тАЛЁЯМТ Manya Samay: 6:05 PM se 6:47 PM tak.
тАЛтЬЕ Shastron ki sahi jankari hi asli dharm hai. Is video ko share karke bhram door karein.
тАЛ тАЛ