12/02/2026
Baba Mahakal Ki Bhasm Aarti ..... jis kisi mahanubhav ne bhasmarti garbh gruh se anand liya hai usko ek alokik ahsas jarur hua he .... Aisa lagta he mano sakshat baba swayam aakar deepak ki roshni me aur damru ki dwani me tandav kar rahe hai .....