07/10/2025
Psoriasis Kya Hai? | Causes & Myths Explained by Dermatologist
Psoriasis ek chronic autoimmune skin condition hai jisme skin cells normal se kai guna zyada fast divide hone lagte hain.
Iske wajah se skin par thick, red aur silvery scales ban jaate hain. Ye contagious bilkul nahi hoti — chhoone se nahi failti!
Is video mein Dr. Garima batayengi:
Psoriasis hota kya hai
Ye chhoone se kyu nahi failta
Iske main causes kya hote hain
Aur kaise aap isko control mein rakh sakte hain
📍 For consultation: Skin Savvy Clinic, Varanasi
👩⚕️ Follow for more skin education & real results