08/04/2026
Bachon ki sehat ke kuch masail jinka ilaaj barwaqt operation k zariye mumkin he.
➡️ Hernia: Agar aapke bachay ke pet ya raan mein koi ubhar ya soojan nazar aaye, toh isko nazarandaaz mat karein
➡️ Appendicitis: Pet mein achanak aur shadeed dard? Yeh aant k sath lagi huwi choti naali me infection ki nishani ho sakti hai
➡️ Khasiyon ka neeche na utarna: Naye paida hone walay ya kam umar larkon mein yeh masla aam hai. Iska ilaaj barwaqt hona lazmi he.
➡️ Aanton me rukawat ya Reerh ki haddi naamukammal band ho tou janam ke turant baad operation ki zarurat pad sakti hai.
Agar aapke bachay mein koi bhi aisa masla nazar aaye, toh hum se is number par raabta karein: 021-111-864-864