Doctor Obesity Clinic

Doctor Obesity Clinic Dr Tanvir Raazi Ahmad, FRCS(UK), MBBS. Bariatric/ Weight Loss Surgery, Sleeve, Bypass. MGB,Pakistan

Har safar ek conversation se shuru hota hai — commitment se nahi.Agar aap soch rahe hain ke bariatric surgery aap ke liy...
05/08/2025

Har safar ek conversation se shuru hota hai — commitment se nahi.

Agar aap soch rahe hain ke bariatric surgery aap ke liye sahi hai ya nahi, to sab se pehle sirf aik honest consultation karein.

No pressure. No obligation. Sirf clarity.
📞 Apni consultation book karein: 0332-3758821

Wazan kam karna sirf kapron ka size ya scale ka number nahi hota.Yeh un cheezon ko wapas paanay ka safar hai jo dheere d...
01/08/2025

Wazan kam karna sirf kapron ka size ya scale ka number nahi hota.
Yeh un cheezon ko wapas paanay ka safar hai jo dheere dheere kho gayi hoti hain — sehat, energy, neend, aur khud pe bharosa.

Obesity sirf j**m nahi — aap ki zindagi, sukoon aur confidence ko bhi effect karti hai.

Agar aap keh rahay hain: “Bas wazan kam karna hai,” toh shayad dil se keh rahay hain: “Main phir se khud jaisa mehsoos karna chahta hoon.”

📞 Apni consultation ke liye aaj hi rabta karein.
0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

At Doctor Obesity Clinic, your well-being matters more than anything else.If you're not a suitable candidate for bariatr...
30/07/2025

At Doctor Obesity Clinic, your well-being matters more than anything else.
If you're not a suitable candidate for bariatric surgery, we don’t proceed.

Instead, we guide you toward medically safe, effective alternatives—because one size doesn’t fit all.

You deserve a solution that actually fits your body, your life, and your health goals.
📞 Book a consultation. Let’s find your right path.

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

28/07/2025

Motapa sirf diabetes tak mehdood nahi — yeh aapke liver ke liye bhi khamosh khatra ban sakta hai.

Zyada wazan liver mein charbi jama karta hai, jo uski working slow aur kamzor bana deta hai.
Agar hepatitis ka virus lag jaye to damage aur tez ho jata hai.

Is World Hepatitis Day, apni sehat ko ignore mat karein.
Waqt par wazan kam karna sirf diabetes nahi, fatty liver aur sujan se bhi bacha sakta hai.

📞 Screening ke liye rabta karein
Doctor Obesity Clinic📍Karachi | 0332-3758821

25/07/2025

On World IVF Day, let’s understand the root causes of infertility and the interconnection between weight management and hormonal balance in men and women.

Bariatric Surgery motapay ka behatareen ilaaj hai jo obesity aur ussey jurrey saarey health risks ko address karti hai. Iss video main Dr. Tanvir Raazi Ahmad - MBBS, FRCS (UK) baanjpan kay contributing factors kay baaray main batatay hain jinmain motapa ek bara role play karta hai.

Aaiye, bemari ko bemari samjhein aur uska sahi ilaaj karein.

Har baar late periods, mood swings, weight gain ya facial hair ko bas routine stress keh kar taal detay hain…Lekin kya a...
23/07/2025

Har baar late periods, mood swings, weight gain ya facial hair ko bas routine stress keh kar taal detay hain…

Lekin kya aap ne kabhi yeh socha ke PCOS ka asal sabab aap ka wazan bhi ho sakta hai?

Har baar ilaj dawaiyon se nahi hota — bimari ki wajah ko samajhna pehla aur sabse zaroori qadam hai.

📍Is topic pe baat zaroor hogi. Aur shayad kuch naye jawab milain.

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

Obesity na sirf aap ki neend ko kharab karti hai, balkay blood pressure aur blood flow ko affect kar ke stroke ka risk b...
18/07/2025

Obesity na sirf aap ki neend ko kharab karti hai, balkay blood pressure aur blood flow ko affect kar ke stroke ka risk bhi barhati hai.

Aur stroke ka matlab hai aik lamha — jo poori zindagi badal sakta hai.

Agar aap ya aap ka koi loved one in signs ka samna kar raha hai — ignore mat karein.
Aaj hi Doctor Obesity Clinic se consult karein.

Pehla qadam wazan kam karne ka nahi — jaan bachane ka hai.

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

Agar aap ka sugar level control mein nahi aa raha, ya har baar naya ilaaj fail ho jata hai — toh shayad problem andar ch...
14/07/2025

Agar aap ka sugar level control mein nahi aa raha, ya har baar naya ilaaj fail ho jata hai — toh shayad problem andar chhupi hui body fat hai, jo hormones aur insulin ko directly affect karti hai.

Jab tak root cause treat nahi hoga, sugar control nahi hoga.

📞 Apni screening consultation ke liye aaj hi rabta karein.
Doctor Obesity Clinic — jahan treatment surface se nahi, asal se shuru hoti hai.

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

Mujhe surgery ki kya zarurat hai, main tou waise hi kam khata hoon…Yeh hum roz suntay hain.Lekin asal masla sirf kam kha...
07/07/2025

Mujhe surgery ki kya zarurat hai, main tou waise hi kam khata hoon…
Yeh hum roz suntay hain.

Lekin asal masla sirf kam khanay ka nahi hota — sahi khanay ka hota hai. Har j**m ka metabolism aur nutritional requirement alag hoti hai.

Aur kabhi kabhi, aap jitna bhi ‘kam’ khao. Agar body utilize karny ke bajae sirf fat ki soorat me store kar rahi hai, toh weight k*m nahi hota.

Bariatric surgery aap ko bhooka nahi banati — aap ke liye sahi aur kaafi banati hai. Apni body ke liye sahi nutrition aur treatment samajhne ke liye consult karein

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

Motapa sirf aik numbers ka game nahi hai — kabhi kabhi yeh zindagi bhar ki bimariyon ki jadh hota hai.Jab har diet fail ...
02/07/2025

Motapa sirf aik numbers ka game nahi hai — kabhi kabhi yeh zindagi bhar ki bimariyon ki jadh hota hai.

Jab har diet fail ho jaye, jab wazan wapis barh jaye, jab sugar, BP ya saans ki takleef roz marra ka hissa ban jaye — toh sochna parta hai ke kya koi asal hal hai?

Bariatric Surgery shortcut nahi, balkay un logon ke liye ek chance hai jo har raasta try kar chuke hain. Waqt aa gaya hai sawal puchne ka — kya aap ke liye Bariatric Surgery zaroori ho gayi hai?

0332-3758821 | Doctor Obesity Clinic

30/06/2025

Doctor Obesity Clinic mein, hum har patient ko sirf aik case nahi samajhtay balkay unki zarurat k mutabiq ilaaj aur ahmiyat detay hain.
Hamari team, doctors, nurses, aur staff har qadam par aap ke saath hoti hai.

From the first consultation to recovery, humara mission hai aap ko sehatmand aur pur-sukoon zindagi ki taraf le kar jaana.
Agar aap bhi har din kisi invisible bojh ke saath jee rahay hain toh aj hi rabta karein

0336-5836583 | Doctor Obesity Clinic

Address

Doctor Obesity Clinic , Pasha Hospital 2nd Floor, 191/E, Block 2, Nursery, P. E. C. H. S. , Off Shahra E Faisal
Karachi
75400

Opening Hours

Monday 10:00 - 16:00
Tuesday 10:00 - 16:00
Wednesday 10:00 - 16:00
Thursday 10:00 - 16:00
Friday 16:00 - 20:00
Saturday 10:00 - 16:00

Telephone

+923313803802

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Doctor Obesity Clinic posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Practice

Send a message to Doctor Obesity Clinic:

Share

Category