03/03/2025
"Qabah ki ziyarat har musalman ka sapna hota hai. Allah ka ghar, khuda ki rahmat ka manzar. Qabah ki har deewar par Allah ki rahmat ki barish hoti hai. Qabah ki ziyarat se dil ko sukoon aur iman ko taqat milti hai. "