28/02/2026
PCOS aur Ramadan ๐ โ Apni Diet ka Khayal Rakhein
Ramadan mein khawateen PCOS ko control kar sakti hain agar woh apni diet par tawajjo dein. Iftar par zyada fried aur oily food khane se hormonal imbalance aur weight gain barhta hai, jo PCOS symptoms ko worsen kar sakta hai.
๐ฅ Fried items kam karein
๐ฅ Balanced diet, fruits aur protein shamil karein
๐ง Pani zyada piyen
Choti si ehtiyaat Ramadan mein aapki hormones ko balance karne mein madad de sakti hai.
๐ 0333-5139482 | 0300-5139482
๐ Rawalpindi